dard, love, romantic and hindi Shayari
-
Shayari on Summer Season
Heater Geyser Ab Karo Maaf Pankhe Cooler Kar Lo Saaf Apne Behavior Mein Ab Rakhna Narmi Mubarak Ho Aapko Happy Garmi!
-
Suprabhat Shayari in Hindi
Suprabhaat Ka Ujaala Sada Aapke Sath Ho Har Din Ka Ik Ik Pal Aap Ke Liye Kuchh Khas Ho Dua Hamesha Nikalti Hai Dil Se Aap Ke Liye Dher Khushiyon Ka Khazana Aapke Paas Ho
-
Gujarati SMS Shayari
Baat Rakhi Dil Ma, Baat Kahi Na Sakyaa Yaad Karya Emne Ne Shwash Lai Na Sakyaa Koike Puchyu Aa Dil Ne Kee Te Prit Kari Kone Janva Chata Pan Naam Emnu Ame Lai Na Sakya ` Koini Vaato Na Ame Diwaana Bani Gaya, Koina Prem Na Aansoo Thi Ame Bhinjai Gaya, Emne Kadar Kya Che…
-
Gujarati Shayari SMS
Kaik Alag Tamari Ae Rit Mane Game Che Tame Karo Cho Ae Tarkib Mane Game Che Mitro To Che Ketlay Pan Tame Nibhavo Cho Ae Dosti Ni Rit Mane Game Che.. ` Manvi Na Mansuba No Taag Kadi Jadto Nathi.. Kevi Karamat Kudrat Ni.. Ek Sarkha Manvi Kadi Ghadto Nathi.. Tara Vina Nahi Jivi Saku..…
-
Inspirational Poem in Hindi
Jaha yad na aye wo tanhai kis kam ki, Bigde rishte na bane to khudai kis kam ki, Beshak apni manzil tk jana h, Par jaha se apne na dikhe wo uchai kis kaam ki
-
Shayari on Child Labour
Haath mein usko kalam ka aana achchha lagta hai, usko bhi school ko jaana achchha lagta hai. bada kar diya ghardish ne waqt se pehle warna, sar pe kisko bojh uthana achchha lagta hai
-
Meri Zindagi To Firaaq Hai
Meri Zindagi to Firaaq hai, Wo Azal se Dil k Makeen Sahi Wo Nigah-e-Shoq se Door hon, Rag-e-Jaan se laakh Qareen Sahi Hamein Jaan deni hai ek din, wo kisi tarah wo Kahein Sahi Hamein Aap khinchey Daar per. Jo nahi koi to Hum hi Sahi Sar-e-Toor ho, Sar-e-Hashar ho, Hamein Intizaar Qabool hai Wo…
-
A Nice Hindi Ghazal
Mohabbaton mein agar koi rasm o raah nah ho Sakoon tabaah nah ho, zindagi gunaah nah ho Kutch aetedaal bhi laazim hai dill lagi key liey Kissi sey pyaar agar ho to bepanaah nah ho Iss ehtyaat sey mai terey saath chalta hon Teri nigaah sey aagey meri nigaah nah ho Mera wajood hai sachaaion…
-
Tu ne shayad Mere Mehboob ko dekha hi nahi
Tu ne shayad Mere Mehboob ko dekha hi nahi Kyun usey Tuu ne bas ek Phool kaha hai Mere Dost Tu ne shayad Mere Mehboob ko dekha hi nahi Tu jise itni Haseen cheez samajhta hai wo Phool Sookh jaaye to Nigaahon ko bura lagta hai Phool ka apna koi rang koi Roop nahi Uske…
-
Mehdi Hassan Ghazals
Garmiye hasrat-e-nakaam se jal jaate hain Hum chiraagon ki tarah shaam se jal jaate hain Shama jalti hai jis aag mein numayish ke liye Hum usi aag mein gumnaam se jal jaate hain Jab bhi aata hai tera naam mere naam ke saath jaane kyon log mere naam se jal jaate hain
Got any book recommendations?