kaha usne ke ab tum mujhe bhool

kaha usne ke ab tum mujhe bhool jaao kaha meine ke jo dil mein bas jaaye usey bhulaya jaata nahin kaha usne ab intezar ka koi fayida nahin kaha meine pyaar mein nuksaan fayida dekha jaata nahin kaha usne iss pyaar ne to tumhe dard hi diya hai kaha meine savere ke baad aandhera rehta nahin kaha usne ab tum jee nahi paaoge kaha meine jeena marna humare bas mein hota nahin kaha usne tum kitna pyaar kerti hon mujhse kaha meine pyaar ki had ko samjhaya jaata nahin kaha usne ABC mein to leraha tha tumara imtehan kaha meine pyaar mein haar jeet ka koi sabak hota nahin..


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *