kash main tere hasen hath ka kangan

kash main tere hasen hath ka kangan hota to bhare pyar se cha se bhare maan k sath apni nazuk si kalae main charhati mujh ko aur betabi se fursat k khiza lamho main to kisi soch main dobi jo ghumati mujhe ko main tere hath ki khusbho se mehak sa jata jab kabhi mood main aakar mujhe chuma karti tere honto ki hedat se dehak sa jata raat ko jab bhi tu neendoo k safar per jati mulaim hath ka ek takya banaya karti main tere kaan se lag kar batain karta tere zulfon ko tere gaal ko chuma karta jab bhi to band palkon ko kholny lagti apni ankhoo ko tere husn se kinara karta mujhe ko betab sa rakhta tere chaht ka nasha main tere rooh k gulshn main mehkta rehta main tere jism k angan main khnkta rehta kuch nahi to yehi benaam sa bandhn hota kuch main tere husen hath ka kangan


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *