Kya sunae tumhe apni kahani lafzon

Kya sunae tumhe apni kahani lafzon se beyan na hogi hamare zindagani jeeye ja rahe the apni hi dun main hum to mast the apne hi rang main na koi saathi na koi manzil thi bas akele hi zindagi katti thi ek din chal pare raah apni ja rahe the masti main apni chalte chalte najane kaise kadam khud bakhud ruk gaye nazar aagaya khuda ka haseen nazara na pehle inn aankhon ne dekha us jaise koi pyara zulfain udd udd ke galon pe aarahe the jaise woh bhi unko chona cha rahe the palkein utti to laga jahan ruk gaya hai zameen ruk gayi hai aasman jhuk gaya hai dil cha raha tha bas dekhte rahe unko palkein kabhi na jhapke aur dekh le woh bhi humko ek pal main pukar sunli khuda ne palat ke hume dekh liya unno ne bas nazar nazar main jaise baat ho rahi thi dekhte dekhte shaam bhi del rahi thi ek nazar main woh aisa; jaadu chala gayi iss dil main to khalbali macha gayi bas nazarein jhuka ke woh sharmani lagi kadam mudke woh jane lagi dil cha raha tha jake ruklo unne apne dil ki baat beyan k


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *