Jaane waale leja tu apni ye yaadein

Jaane waale leja tu apni ye yaadein mujhko kyun tarpaaye teri ye yaadein tu jo nahi to inn yaadon ka kya karon tere bin jeena chahon to pal pal kyun maron mein to bhulna chahon teri her wo baatein jaane waale leja tu apni ye yaadein sapno ka aagan mein kyun jalaon inn aankhon se naami kyun jalkaon bhuja diye meine wo pyaar ki shaammein jaane waale leja tu apni ye yaadein teri bewafayi ka daag kyun uttaon duniya ki baaton ko dil pe kyun lagaon khushi aur gham to zindagi ke hain khazanein jaane waale leja tu apni ye yaadein apni waafa ka gilla kyun karon tu tha kab mera jo tujhse kahon ab KHOKHAR; ne sikh liya hai akele zindagi jeene jaane waale leja tu apni ye yaadein.


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *