Kab say hai hum ko yeh intezaar Kar

Kab say hai hum ko yeh intezaar Kar do na tum bhi iqraar Bus keh do ki hai tum ko bhi Hai tum ko bhi utna hi pyar Pyar kehte hain, mohabbat kehte hain Kuch log isay bandagi kehte hain Magar jin pay hain hum martay Hum unhain zindagi kehte hain Tera diwana hoon, inkaar nahi Kaise keh doon kay tujhse pyar nahi Kuch shararat teri aankho ki bhi hai Main tanhaa to gunehgaar nahi


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *