kaha usne zindagi ek aas hai kaha

kaha usne zindagi ek aas hai kaha meine maut uski pyaas hai kaha usne zindagi khubsorat hai kaha meine maut uski zarorat hai kaha usne zindagi ek sawal hai kaha meine maut uska jawab hai kaha usne zindagi ek rahat hai kaha meine maut uski chahat hai kaha usne zindagi ek kaam hai kaha meine maut uska aaraam hai kaha usne zindagi ek safar hai kaha meine maut uski manzil hai kaha usne zindagi ka maqsad kya hai kaha mein maut ki shoroaat hai.


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *