kiya hai pyar jise hamne zindagi ki tarah wo ashna bhi mila hamse ajnabi ki tarah bara k pyas meri us ne hath chor diya wo kar raha tha murawwat bhi dillagi ki tarah kise khabar thi baregi kuch aur tariki chupega wo kisi badli mein chandani ki tarah kabhi na socha tha hamne ‘Qateel’ us ke liye karega ham pe sitam wo bhi har kisi ki tarah
kiya hai pyar jise hamne zindagi ki
by
Tags:
Leave a Reply