Knsi Ankh ha? Jis ma ansoo ne basera na kia Knsa daman ha? Jisa dukh choo k na guzra Kis samandr ki lehrain hain? Jo takra k bikhri na hun Knsi suba ha? Jo sham k aghosh ma na khoi ho Knsa chiragh ha? Jo Tergi sy waqf na ho Knsa gunah ha? Jiski maafi na ho Phr mayusi k saye, Ghamgin hawa, Udasi ka Alam kyun! Daman ma khushbo k phool, Muskraht ki kalian samet lo, Umed k jugnu tham lo! Umeed Zindgi ha..aur ye zindgi ‘Tera intzar ma ha’
Knsi Ankh ha? Jis ma ansoo ne
by
Tags:
Leave a Reply