koi baat b uss ko yaad nahi koi raat b uss ko yaad nahi ek shakhs ne uss ko chaha tha wo baat b uss ko yaad nahi jab shab ki bijli chamki thi aur badal toot k barsa tha hum dono jis mein bheege the wo barsat b uss ko yaad nahi wo sahil darya,phool hawa wo wada saath nibhana ka aur shab bhar chand ko deikha tha wo raat b uss ko yaad nahi wo kehti thi main sunta tha mein kehta tha wo sunti thi un lakhon baaton mein koi aik baat b uss yaad nahi
koi baat b uss ko yaad nahi koi
by
Tags:
Leave a Reply