lagta nahi k saath nibhae ga dair tak lekin wo mujhe ko bhool na paega dair tak jo bhi qareeb aae ga us k zaror wo meri dastan sunaege dair dhonde ga wo mujhe inhi gailyon dair tak me dhonde ga aur muje ko na pae ga dair tak me sahilon ki rait pelikhonn ga us ka naam wo paani pe naqsh banae ga dair tak kis haal me hon us k baad me sun kar use yaqeen na aaega dair tak
lagta nahi k saath nibhae ga dair
by
Tags:
Leave a Reply