Main ne haq-e-mohabat ada kiya, Na kabhi kisi se gila kiya, Mujhe ajab iska sila mila, Mujhe dil se uss ne bhula diya, Mohabaton ki kitab ka, Har aik varq jala dia, Wo jo arzu ka charagh tha, Usay nafraton ne bujha diya, Mujhe zakhm phir ik naya diya, Mujhe iss Mohabat ne kiya dia….
Main ne haq-e-mohabat ada kiya, Na
by
Tags:
Leave a Reply