Category: Break Up Shayari

  • Suno Ab Kya Kiya Jaye? Tere Baad

    Suno Ab Kya Kiya Jaye? Tere Baad Meri Zindagi Bhi Mujh Se Alehdgi Chahti Hai.

  • Suna hai or koi bhi chahnay laga

    Suna hai or koi bhi chahnay laga hai tumhain! Hum ne agar toot k na Chaha ho to uske ho Jana. Hum ne tumhari yaad main Aansuon k Darya baha diye. Uski aankh main Nami bhi aajaye to uske ho Jana. Hum ne apni neend tujh pe Qurbaan kardi, Us ne ek shab bhi tere…

  • Sukoon-e-Jan Ka Matlab Bata Do Phir

    Sukoon-e-Jan Ka Matlab Bata Do Phir badal Jana, Ya Phir Sargoshian Dil Ki Suna Do Phir badal Jana, Jo Mera aur Tumhara Waqt Guzra Hansne Rone Mein, Usay Poori Tarha Se Tum Bhula Do Phir badal Jana, Na Jane kiun Hai ye Aadat tumhi ko sochtay rehna, Meri ye Bewajah Aadat Chura Do Phir badal…

  • Sub dilkash Nazaron ne Mri gazlon

    Sub dilkash Nazaron ne Mri gazlon ne geton ne Mere lafzon ki riton ne Mri dil ki dharhkan ne Tmhari arzu ki hy Subhi k rubru ki hy Tmhari justaju ki hy To sary gam mitao na Mere sapne sajao na Mri zindagi adhuri Kabi to pas aao na Suno! Tum LOT aao na.

  • Speak not my tears Neither open my

    Speak not my tears Neither open my fears The thing that broke was my heart Its pieces wont be gathered here Place all its pieces to the fire near Forget those days when someone called it dear! Alone i have to walk there Do not dream of the sky that was clear Its my story…

  • Sono Tum Ne Kaha Tha, Main Zindagi

    Sono Tum Ne Kaha Tha, Main Zindagi Hon Tumhari. Chalo Ab bata Do Tum Zinda Kaise Ho.

  • Sirf itna usay bata dena, Mujhe

    Sirf itna usay bata dena, Mujhe aata nahi bhula dena, Meri batein to sirf batein hain, Yaad aayein kabhi to Muskura dena..

  • Shayed k main kamzor par jata us

    Shayed k main kamzor par jata us aakhri mulaqat mai. ‘DOsT’ Wo to barish ki mehrbani thi jis ne chupaye aansu mere….,!

  • Shayad ye sach hai k bicharny se

    Shayad ye sach hai k bicharny se koi marta nahi hai lekin, Ek din maine phool ko Tehni se juda kya to, Phool chand lamhon main Mujha kar dum torr gaya. Tab maine jana k agar jazbay sachy aur beylos hon to, Bicharnay se koi marr bhi sakta hai.

  • Sau phool kam hai dulhan ko sajane

    Sau phool kam hai dulhan ko sajane ke liye, Ek phool kafi hai kabr par lagane ke liye, Sau khushiyan kam hai ek gham ko bhulane ke liye, Ek gham kafi hai sari umr rulane ke liye.