Category: Cool Shayari
-
Hum nashe mein hote hai, aur sham
Hum nashe mein hote hai, aur sham gujar jati hai.ek din aisa ayega ki sham nashe mein hogi aur hum gujar jayenge.
-
Hum jinka intezaar karte hainWoh
Hum jinka intezaar karte hainWoh kabhi aate nahi hainAur jo aa jaate hain saamneUnka intezaar hum karte nahi hain
-
Ho chuki raat bahut ab so bhi jao,
Ho chuki raat bahut ab so bhi jao, jo hai dil k karib uske khyalo mein kho bhi jao kar rha hoga koi intzar apka khwabon me hi sahi unse mile to aao.
-
Hnasi ke nagme gate raho, waqt
Hnasi ke nagme gate raho, waqt nikal kar muskurate raho, zindagi kab deti hai bar bar mauka, Mauka dhundo aur Khilkhilate raho…
-
Hmare hoslo se tfan pal jate he,
Hmare hoslo se tfan pal jate he, aandhiyo me chirag jal jate he. hum se takrane ki himmat na kerna, hum badal jate he to itihas badal jata he.
-
har taraf khamosiyo ka saya hai
har taraf khamosiyo ka saya hai jindagi me pyar kisne paya hai hum to jhumte hai sanam aapki yaad me jamana kahta hai aaj phir pi ke aaya hai.
-
Har shaam kah jaati hai ek kahani ,
Har shaam kah jaati hai ek kahani , har subah le aati hai ek nahi kahani , raaste to badalte hai harrdin lekin , manzil raha jati hai wahi puraani .
-
Har sawal say dut ker larna,
Har sawal say dut ker larna, Phainkhnay me kami mat karna, Moqa milay to pichay bhi dekhna, aur 1 bat yaad rakhna, aagay walay ka paper apna samajhna
-
Har pal aapka he naam hoga, aapke
Har pal aapka he naam hoga, aapke har kadam par duniya ka salam hoga, mushkilo ka saamna himat se karma, dua hai meri ek din khuda bhi aapka gulam hoga
-
Har Khusi Mange Aapse, Har Ek Phool
Har Khusi Mange Aapse, Har Ek Phool Gulshan Maange Aapse, Itni Roshni Ho apki Zindagi Mein, Ki Bizli Wala Bhi Connection Maange Aapse