Category: Cool Shayari
-
har gam ki dawa nahi hoti kya hota
har gam ki dawa nahi hoti kya hota jo dua nahi hoti be-khof tod dete hai log dil sochke K is jurm ki saza nahi hoti.
-
Har ek jajabat ko juban nahin
Har ek jajabat ko juban nahin milati, Har ek aarzoo ko dua nahin milati, Muskaan banaye rakho to duniya saath hai, aansu ko to aankhon me bhi panah nahin milati.
-
Har din aata hai, Har din jata hai,
Har din aata hai, Har din jata hai, Aaj k din aapko wo sab mile, Jo aapka dil chahta hai…
-
har darkhan k saath dil tere nam
har darkhan k saath dil tere nam leta hai, tere khayal meri toti sanson ko tham leta hai, jb b tanhaiyan satati hain, tere tassawor mere hath tham lete hai
-
har dard ki ek pahachan hoti
har dard ki ek pahachan hoti h,khushi chand lamho ki mehman hoti h,vahi badalte h rukh hawaon ka,jinke irado me jaan hoti h.
-
Ham kuchh is tarah dosti
Ham kuchh is tarah dosti nibhayenge,Noukari na mili to bikul na ghabrayenge,Dono station par chalke dukan lagayenge,Tum:chai banana hum:chai chai chilayenge.
-
Gulshan ka raaz padh sakta hai koi
Gulshan ka raaz padh sakta hai koi koi, dard ki dawa ban sakta hai koi koi, khushi mein aa jate hai aksar aansu, gam mein muskara sakta hai koi koi.
-
Marne k baad hamare nasib me
Marne k baad hamare nasib me mohabbat ho na ho,Ye hawa ye fiza ho na ho,Arey dost zinda h tab-tak sms bhejte raho,Kya pta hmari kabr pe network ho na ho..
-
Mann hi sab kuch hai Tann kuch bhi
Mann hi sab kuch hai Tann kuch bhi nahin Mann hi sab kuch hai Tann kuch bhi nahin Aasmano mein so jayega Dastano mein kho jayega Tann kisi roz ban kar dhua In havavo ka ho jayega
-
makaam zindagi ka haseel na kar
makaam zindagi ka haseel na kar paye, muskurane pe bhi kushi na dhund paye. aab ji rahe hai ek tinke pe samundar me, darte hai is sahare ka bhi saath na chut jaye..