Category: General Ghazal

  • Kahen milay to use ye kehna, K

    Kahen milay to use ye kehna, K dewar-e-nafrat gira raha hun, Guzray dinon ko bhula raha hun, Wo apnay waday se phir gaya hai, Mai apne waday nibha raha hun, Kahin milay to use ye kehna, Na dil mein koi malal rakhe, Hamesha apna khyal rakhe, Apne saray ghum muj ko de day, Aur tamam…

  • kaha usne zindagi ek aas hai kaha

    kaha usne zindagi ek aas hai kaha meine maut uski pyaas hai kaha usne zindagi khubsorat hai kaha meine maut uski zarorat hai kaha usne zindagi ek sawal hai kaha meine maut uska jawab hai kaha usne zindagi ek rahat hai kaha meine maut uski chahat hai kaha usne zindagi ek kaam hai kaha meine…

  • Kaha Usne Bharosa Dil pe Itna Nahi

    Kaha Usne Bharosa Dil pe Itna Nahi karte Kaha Mene Mohabbat men Kabhi Socha Nahi karte Kaha Usne Bohot Khush Rang Dunya k Nazare hen Kaha Mene Jab Tum Ho to Hum Kuch Dekha Nahi karte Kaha Usne Men Tum se Door hoon Lekin Tumhari Hoon Kaha Mene k Sapne Dil ko Behlaya Nahi karte…

  • kaha usne ke ab tum mujhe bhool

    kaha usne ke ab tum mujhe bhool jaao kaha meine ke jo dil mein bas jaaye usey bhulaya jaata nahin kaha usne ab intezar ka koi fayida nahin kaha meine pyaar mein nuksaan fayida dekha jaata nahin kaha usne iss pyaar ne to tumhe dard hi diya hai kaha meine savere ke baad aandhera rehta…

  • kaha usne tum ho mera junoon kaha

    kaha usne tum ho mera junoon kaha meine tum ho is dil ka sukoon kaha usne tere saang hi hai meri zindagi kaha meine bad khuda tu hai meri bandagi kaha usne dil ki ho tum mehfil kaha meine tum hi ho meri manzil kaha usne mera dil to hai bekaabo kaha meine muhabbat ka…

  • KAHA US NAY BHAROSA DIL PAY ITNA

    KAHA US NAY BHAROSA DIL PAY ITNA NAHI KARTEE KAHA MAIN NAY MUHABBAT MAIN KABHI SOCHA NAHI KARTEE KAHA US NAY BOHAT KHUSH RANG DUNIYA K NAZARE HAIN KAHA MAIN NAY JAB TUM HO TU KUCH DEKHA NAHI KARTEE KAHA US NAY MAIN TUMSE DOR HON LEKIN TUMHARA HOON KA

  • Kaha ho tum chale aao muhbt ka

    Kaha ho tum chale aao muhbt ka taqaza ha Gum duniya se gabra kar tumhe dil ne pukara ha Tumhari beruki ek din humare jaan le le gi Kasam tum ko zara socho k dastore waa kiya ha Najane kis leye duniya ki nazare phir gai humse Tumhe socha tume chaha qasor is k siwa…

  • Kaha Nahi Tha! k Ehd-e-Farda Samjh

    Kaha Nahi Tha! k Ehd-e-Farda Samjh k Bandho Nibha Sako Ge? Mujhe Samay Ki Tamazton Se Bacha Sako Ge? Boht Kaha Tha, Sabaahton Me Behal Na Jaana, Mujhe Gira k Sambhal Na Jaana, Badalti Rut Me Badal Na Jaana, Boht Kaha Tha, Kaha Nahi Tha? Sambhal Gaye Na? Wohi Huwa Na Badal Gaye Na .…

  • Kaha tha tum say…mera intezaar na

    Kaha tha tum say…mera intezaar na karna dunya chahey jo kahey tum aitebar na karna

  • Kafi arsa beet gaya, Janay ab wo

    Kafi arsa beet gaya, Janay ab wo kaisi hogi, Waqt ki sari krwi batien, Chup chaap he sehti hogi, Ab b bheegi barish mein wo, Bin chatri k calti hogi, Mujh se bichray arsa beeta, Ab wo kis se larti hogi, Acha tha jo sath hi rehtay, Bad mein us ne socha hoga, Apnay dil…