Category: General Ghazal
-
Kabi is nagar tuje dekhna kabi us
Kabi is nagar tuje dekhna kabi us dagar tujhe dhoondna kabi raat bhar tuje sochna kabi raat bhar tujhe khojna, Mera khwab tha k khyal tha wo urooj tha k zawaal tha teri yaaf ayi tu ro diya jo tu mil gaya tujhe kho diya, Mere silsily b ajeeb hain tuje chor kr tuje dhoondna…
-
Kabhi uthro yun meray dil k kachay
Kabhi uthro yun meray dil k kachay aangan main Kisi udas mousam main Kisi weran lamhain main Chupkay sat dabay payun Meri ankhon pay rakh do hath apnay or hanstay huway keh do Bhooj lo tu hum tumharay. nahi tu hum tumharay..
-
kabhi yaad aao tu is tarha kabhi
kabhi yaad aao tu is tarha kabhi gungunao tu is tarha mera dard phir se gazal bany kabhi dil dikhao tu is tarha meri dharkhan b larz uthen kabhi bhool jao is tarha na ujar sken na sanwer sekn kabhi yaad aao tu is tarha
-
kabhi tu ne khud bhi socha, k ye
kabhi tu ne khud bhi socha, k ye piyaas hai tu kiyon hai tujhe pa k bhi mera dil jo udaas hai tu kiyon hai mujhe kiyon azeez tar hai ye dhuan dhuan sa musam ye hawa-e-shaam-e-hijran,mujhe raas hai tu kiyon hai tujhe kho k sochta hon mere daman talab me koi khawab hai tu…
-
Kabhi shikaston k dukh uthaye to us
Kabhi shikaston k dukh uthaye to us se puchoon. Woh meri manind toot jaye to us se puchoon. Usey bhi koi sitara manzil se dur kar de. Usse bhi rasta nazar na aye to us se puchoon. Safar main woh bhi kisi kare imtihan se guzre. Usse bhi yun koi azmaye to us se puchoon.…
-
Kabhi nazar se giraa diyaa, Kabhi
Kabhi nazar se giraa diyaa, Kabhi dil mein basaa liyaa, Mohabbat mein tumne, humein, Kabhi hasaa to kabhi rulaa diyaa Kabhie pyaar be_shumaar kiya Kabhi dard be_intehaa diya Apni dewaangee mein tumne, humein, Kis mukaam par puhancha diya Kabhi mausam_e_bahaar se mila diya, Kabhi sehra mein tanha kar diya Dil ko khilona samajh kar tumne,…
-
Kabhi mushklon ka tha samna, Kabhi
Kabhi mushklon ka tha samna, Kabhi raahaton mein guzar gay, Wo jo din thay meray shabab k, Teri chahton mein guzar gay, Teri justaju mein rawan dawan, Kabhi sang thay kabhi kahkshan, Wo din bhi kitnay haseen thay, Jo musafton mein guzar gay, Kabhi razdan ne sitam kia, Kabhi meh raqeeb se ja mila, Wo…
-
Kabhi Na Hathon ?e Haath Chhoote
Kabhi Na Hathon ?e Haath Chhoote Khayal Rakhna Kabhi Na Chahat Ka Mann Toote Khayal Rakhna ?acha k Rakhna Muhabbat Ko Rehzanon Se Wafa Ki Dolat Jafa Na Loote Khayal Rakhna Jo Ho Muhabbat to Ranjeshon Se Goraiz Karna Kisi Ka Naazuk Saa DIL Na Tootey Khayal Rakhna..
-
kabhi maloom ho tumko ki tum achha
kabhi maloom ho tumko ki tum achha nahin karte. jo mujhko yun rulate ho lahoo mera jalate ho kabhi is aag me jalkar agar main raakh ho jaaoon mujhe dil se bhula dena samandar me baha dena magar yeh yaad rakhna tum khuda se yeh dua karna ki jo achha lage tumko woh tum jaisa…
-
kabhi is tarah mere hum safar sabhi
kabhi is tarah mere hum safar sabhi chahatein mere naam kar agar ho sake tu kabhi kahin mere naam bhi koi shaam kar mere dil saye mein aa zara meri dharkon mein qayam kar yeh jo mere lafzon k phool hain tere rasty ki yeh dhool hain kabhi in se sun meri dastan kabhi in…