Category: General Ghazal

  • Juda hoke bhi tu mujh mein kahi

    Juda hoke bhi tu mujh mein kahi baaki hai palkon mein banke aansu tu chali aati hai juda hoke bhi.. waise zinda hu zindagi bin tere mein dard hi dard baaki raha hai sine mein saans lena bhar hi yaha jeena nahi hain ab toh aadat si hai mujhko aaise jeene mein juda hoke bhi…

  • Jo na mil saka wo baywafayeh bare

    Jo na mil saka wo baywafayeh bare ajeeb si baat haijo chala gaya mujhay chor karwohi aaj tak mere saath hai…Wo roshni kay khayal mainwo na asaka raah mian muntaziryeh khalish kahan thi visaal mainmere justojoo ko khabar nahina wo din

  • Jo Meri aankhon se Khuwab dekho To

    Jo Meri aankhon se Khuwab dekho To Aik shab bhi na So sako Gay K Laakh Chaho Na Hans sako gay Hazaar chaho na Ro Sako gay’ K Khuwab kya hain Azaab Hain yeh Mere Dukhon ki kitaab hain yeh Rifaqatain In main Chotti hain Mohabbatain in main Roothti

  • Jo mausam beet jata hai dobara kyon

    Jo mausam beet jata hai dobara kyon nahin ata kahin se laut ker bachpan hamara kyon nahin ata

  • Jo khusboo ban ke dil me bas gaya

    Jo khusboo ban ke dil me bas gaya hai, Khuda jaane woh mujhse kyon khafa hai !

  • Jo khushi tumhare qarib ho,Wo tumko

    Jo khushi tumhare qarib ho,Wo tumko sda nasib ho,Tujhe wo khaloos mile k jo,Meri zindagi per moohit ho,Jo meyar tujhko psand ho,Jo tumhare dil ki umang ho,Teri zindagi jo talab kre,Tere hamsafar k wo rung ho,Jo khyal dil mai aseer ho,Aur dua mai b taseer ho,Tere hath uthte hain,khuda kre,Tere samne taabir ho,Tujhe wo jahan…

  • Jo Haadsay Yah Jahan Meray Naam

    Jo Haadsay Yah Jahan Meray Naam Kerta Ha Meraa Shaour Unhein Nazr-e-Jaam Kerta Ha Hamaray Chaak Greibaan Say Khailnay Walo! Humein Bahaar Ka Soraj Salam Kerta Ha

  • Jo Chala Gaya Mujhe Chor K Main

    Jo Chala Gaya Mujhe Chor K Main Kabhi Na Us Ko Bhula Saka Wohi Dorian Wohi Fasle Main Kabhi Na In Ko Mita Saka Kiya Use B Mujh Se Pyar Tha Ya Tabusum Us Ka Shuar Tha Wo Koi Ajib Sawal Tha Jo Meri Samajh Mein Na Aa Saka Meri Zindagi Ka Sakon Tha Wo…

  • Jo bhi is dil pe guzarti hai wo sab

    Jo bhi is dil pe guzarti hai wo sab janta hai, Koi jaane ke na jane mera rab janta hai !

  • jo bhi guncha tere honton par khila

    jo bhi guncha tere honton par khila karta hai wo meri tangi-e-daman ka gila karta hai der se aj mera sar hai tere zanon par ye wo rutba hai jo shahon ko mila karta hai main to baitha hun dabaye huye tufanon ko tu mere dil ke dharakne ka gila karta hai rat yon chand…