Category: General Shayari
-
Kuch phool un par gire, Kuch phool
Kuch phool un par gire, Kuch phool hum par gire, fark sirf itna tha, wo apni duniya bsa rahe the, aur ‘HUM’ apni duniya se ja rahe the.
-
kuch pane se kuch khone ka maza or
kuch pane se kuch khone ka maza or hai band ankhon main rone ka maza or hai ashk bane shabd or shabd bane gazal us gazal main tera zikar hone ka maza or hai yun to hum har sham hi pite hain magar teri yaad main ro-ro ke pine ka maza or hai
-
Kuch pane ke liye kuch khona padta
Kuch pane ke liye kuch khona padta he, muskurane ke liye rona bhi padta he, yu hi nahi ho jata he sabera, subha dekne ke liye raat bher sona padta he.
-
Kuch pal ki khushi aapke saath mein
Kuch pal ki khushi aapke saath mein thi, Aisi koi lakeer humare haath mein thi, Door rehkar aapko yaad karte hai hum, Koi bahut pyari si baat hamari mulaqaat mein thi.
-
Kuch pal hote hai, Kuch pal k liye,
Kuch pal hote hai, Kuch pal k liye, Ji le inhe Hum har pal k Liye, Ye waqt to Ret ki tarah fissal jayega, De jayega Yaadein Umar bhar ke Liye.
-
kuch pal hote hai… kuch pal ke
kuch pal hote hai… kuch pal ke liye…. ji le inhe har pal ke liye… ye pal to raat ki tarah fasala jayega… de jayega yaadain zindgi bhar ke liye………….
-
Kuch nasha teri baat ka hai Kuch
Kuch nasha teri baat ka hai Kuch nasha dhimi barsaat ka hai Hum to kabse nashe me dub jaane ko tayyar hai Intezar to sirf aapki mulakat ka hai
-
Kuch nasha to aap ki baat ka hai,
Kuch nasha to aap ki baat ka hai, Kuch nasha to dheemi barsaat ka hai, Hamain aap yun hi sharabi na kehiye, Yeh dil per asar to aap se mulaqat ka hai
-
kuch nahi hai magar meri zindagi me
kuch nahi hai magar meri zindagi me tum ho aarzoo , justaju meri bandagi sirf tum hi ho bhool jaoun mein tumhe yeh tum ne soncha kaise meri har nazar mein meri har dua mein tum ho bhoo jaoun mein apni hi zindagi bandagi aur duaoun ko ka
-
Kuch nahi chahatha main tumse,
Kuch nahi chahatha main tumse, sivaye tere dosti ke, Dil to nahi chahatha per dil mein jaga chahatha hoon, Tere neno ka kajal nahi, sapne banna chahatha hoon. Ab kahe to kya kahe, Teri mathe ki badnasib rakha nahi, Sindoor banna chahatha h