Category: General Shayari
-
Kuch Log Khaas Hote Hain, Har Pal
Kuch Log Khaas Hote Hain, Har Pal Paas Hoten Hain, Khushiyon Mein Shaamil Hote Hain, Aur Gam Mein Bhi Saath Rehate Hain, Log unhe DOST aur hum unhe AAP Kehate hain.
-
Kuch log dil pe is tarah asar kr
Kuch log dil pe is tarah asar kr jate hai, Tute hue shisho me bhi sabut nazar aate hai. Raho me milte kuch der ke liye, Aur zindgi bhar ke liye dil me utar jate hai.
-
Kuch log akhir tak wfadar nahi
Kuch log akhir tak wfadar nahi hote, Sath chalne wale bhi hmsafar nahi hote, Kitna khof hai sham ke andhere mein, Pucho un parindo se jinke ghar nahi hote.
-
Kuch lafj bina kahe alfaj hote hai,
Kuch lafj bina kahe alfaj hote hai, Kuch log is kadar khas hote hai, Door hon chahe kitna Nigahon se, Phir bhi vo dil ke paas hote hai..
-
Kuch lamhe ek zindagi banate hai,
Kuch lamhe ek zindagi banate hai, ek pal pyaar ke, ek pal ehsaas ke, ek pal narazagi ke, Kuch lafz manane ke, ek pal nibhane ke, or phir ek pal maut ke
-
Kuch kar kay dikha diya, ki kaam
Kuch kar kay dikha diya, ki kaam bohut hain, Is jahan main jeetnay walay muqaam bohut hain, Mukammal shakhs wahi jo duniya ko badal dalay, Roz mar mitney walay naam bohut hain.
-
Kuch kehte hai ki chand ki chandni
Kuch kehte hai ki chand ki chandni khbsurat hai,,Pr use suraj ki roshni ki jarurat hai,,Pr tum to usse bhi khubsurat ho,Jisme bs kajal ki lakeer ki jarurat hai
-
Kuch kahain to tauheene hasti
Kuch kahain to tauheene hasti haiKaisi ajab yeh dunya ki basti haiMaree ko tu dain kandha sabhiMagar zindagi raham ko tarasti hai
-
Kuch is Tarha apni zindagi taman
Kuch is Tarha apni zindagi taman kar don. Waqt-e-sehar kar don, khuwab me b koi tere siwa dekhai na de. umar bhar k liye aankhon ko tera ghulam kar don, tere pehlo ki khushbu se mehken sada meri sansen or jitni hai meri sansen sab tere naam kar don
-
Kuch Iss Tarah Se Hum Tere Nazdek
Kuch Iss Tarah Se Hum Tere Nazdek Aa Chuke Khud KO Tere Wajood Ka Hissa Bana Chuke Ab To Hamare Dard KI Koi Dua Kero Hum To Tumhe APna Mashia Bana Chuke