Category: Love Shayari
-
Log Kehte He Bhula Do Usko, Qki
Log Kehte He Bhula Do Usko, Qki Uske Paas Burayi Hi Burayi He Magar Wo Nadan He Ye Kya Jane Pyaar Kar K Bhula Dena Ye Kaun Se Achhayi He
-
Lawzon m bayan nhi kr skte Dosti
Lawzon m bayan nhi kr skte Dosti koShayad nazar se wo bayan hojayeIs umeed se toh karte h intizar raat ka kiShayed sapno me apse mulaqat hojaye
-
Lamhon ka hiasb Rakhte ho Zindagi
Lamhon ka hiasb Rakhte ho Zindagi ki hseen Kitab rakhte ho Fursat Mile to Likhna Kabhi kay Mujhe Dil se yaad karte ho?
-
Labo par naam hai aapka, Subah se
Labo par naam hai aapka, Subah se shaam tak khayal hai aapka Kya kare jamana hai jalim warna Sabse kahte bus itna hi paigam hai aapka.
-
Kya pata kis se milne ko trasta
Kya pata kis se milne ko trasta hai.Na jane kiski yad mein tadapta hai.Kambhkt dil ki bewafai to dekho.Hamare sine me reh kr kisi aur k liye dhadakta hai.
-
Kya kahein kyun woh Dil ko lubha
Kya kahein kyun woh Dil ko lubha gaye Kuch aise andaaz se woh humein sata gaye kehne ko baat kuch bhi nahin magar Dhoondein unhein kahan jo dil ko chura gaye
-
kya kah gai kisi ki nazar kuch na
kya kah gai kisi ki nazar kuch na puchiyekya kuch huwa hai uska asar kuch na puchiyejhukti hui nazar se uthta huwa sa ishquf ye nazar ye ishq magar kuch na puchiye
-
Kya Baat h ki Hum Tumhe Pyar karne
Kya Baat h ki Hum Tumhe Pyar karne lge,Apne Dil me Tera Deedar karne lge,Sanse Ruk hi jati Intzar me tere,Par Shukr h Khuda ka Tum Khwabo me to Milne lge. . .
-
kya bataen ke kis kadar marte hai
kya bataen ke kis kadar marte hai hum aap par, dil hi nahi ye jaan nyochhawar karte hai hum aap par, magar aap ko bhi hai ghamand apni mohabbat par, isiliye to sajda karte hai hum aap par.
-
kuch yade yad rakhna kuch bate yad
kuch yade yad rakhna kuch bate yad rakhnaUmar Bhar Hum sath Rahe na rahe,Hum sath rahte the kabhi Umar bhar YE Yad rakhnaI LoVe U