Category: Love Shayari
-
‘KASH’Sapny haqiqat hoty,hum har
‘KASH’Sapny haqiqat hoty,hum har sapny mein tujhy dekha karty.’KASH’Zindgi mein har Dua Pori hoti hum har Dua mein tera piyar manga karty.’KASH’
-
kashish toh bahut hain pyar mein
kashish toh bahut hain pyar mein mere, kekin pathar dil pigalta nahi, agar mile khuda toh maang lu tumh usse, lekin sunahia marne se pehle woh bhi milta nahi
-
Kash vado ka matalab vo samajhte,
Kash vado ka matalab vo samajhte, kash khamoshi ka matalab vo samajhte. Najar milti hai najaro se,kash meri najaro ka matalab vo samajhte.
-
Kash uñ ko kbi fursat me ye khayal
Kash uñ ko kbi fursat me ye khayal a jaye..!!K..!!koi yaad karta hai uñhay ziñdgi samjah kar..
-
Kash koi hum pe bhi pyar jatata,
Kash koi hum pe bhi pyar jatata, Hamari ankhon ko apnay hatho se chupata, Hum ghabra k pochtay koun ho tum, Muskura k wo apne aap ko hamari jaan batata
-
Karti Hun Mein Har Paal Tumhara
Karti Hun Mein Har Paal Tumhara Intezaar,Hota Hai Ki Mera Dil Itna Bekarar,Kiya Ho Gaya Hai Mujhe Tumse Pyaar.
-
Karte nahi izharphir kyun karte ho
Karte nahi izharphir kyun karte ho tum pyar?nazron se bate bahut huiab lab se karo ikrar…
-
karo kuch pyar bhari baaten,ki aaj
karo kuch pyar bhari baaten,ki aaj din hai pyar ka…kuch suno – kuch sunao,kya haal hai jaane bahar ka!!
-
Kabi tanhaiyo se ladkar to dekho,
Kabi tanhaiyo se ladkar to dekho, kabhi khamoshiyo me has kar to dekho, bada nazuk hota hai MOHABBAT ka daman, kabhi is daman ko thaam kar to dekho
-
Kabhi ZINDAGI me kisike liye mat
Kabhi ZINDAGI me kisike liye mat rona kyu ki wo tumhare aansuon ke kabil na hoga, Aur jo in aansuon ke kabil hoga wo tumhe rone hi nahi dega