Category: Mazahiya Shayari
-
Pyar bhi kiya, Aitbar bhi kiya,
Pyar bhi kiya, Aitbar bhi kiya, Iqrar bhi kiya Magar na Mila Pyaar, Na Aitbar, Na Izhar Sirf mili Haar, Aur Jooton ki Maar.
-
Puri botal na sahi, kam se kam ek
Puri botal na sahi, kam se kam ek jam to ho jaye. Milna na sahi, dua salaam to ho jaye. Jinki yaad main hum bimaar pade hain, kam se kam unhe jukaam to ho jaye
-
Positive Thinking Poem: Little bird
Positive Thinking Poem: Little bird in the sky, dropping its ‘potti’ on Ur eye. U dont worry,U dont cry. U just Thank God that cows dont fly!!:-)
-
-POEM- Zindagi bari udaas hai,
-POEM- Zindagi bari udaas hai, Mujhe lagi pyaas hai, Mujhe duniya se na koi aas hai, Mai uska sir phar donga, Jis ne kaha meri poem bakwaas hai.
-
Phoolon Ko Phool Pasand Hai. Dilon
Phoolon Ko Phool Pasand Hai. Dilon Ko Dil Pasand Hai. Shaair Ko Shairy Pasand Hai. Kisi Ki Pasand Se Humain Kya. Humain To Bus Aapki… . . . . Bachi Pasand Hai.
-
Phool kharab nahi hota, Makhian
Phool kharab nahi hota, Makhian kharab karti hain. Wah Wah Phool kharab nahi hota, Makhian kharab karti hain. Bacha kharab nahi hota, Bachiyan kharab karti hain.
-
Pal Pal k Pyar ka Waada Hai,
Pal Pal k Pyar ka Waada Hai, Apnapan kuch itna zyada hai, Na sochna ke Bhul jayen Gey hum Aapko, Jab tak Zindagi hai satane ka full irada hai…! Jabhi to kahun ye Dhuan sa Kaha se uthta hai Lagta hai to ne Kahee qareeb he main PAADA hai. 🙂 ab bol or kch kahn?;-)
-
Omkara Song on Potty Na Julaab Na
Omkara Song on Potty Na Julaab Na Peeshaab Teri Potty hai azaab sasuri, Itni moti potty hai ke flush ka tu naap layi le! Ja parosi se ja ke tezaab layi lay..
-
Najanay Ye Jhooti Dunya Kahan Ja
Najanay Ye Jhooti Dunya Kahan Ja Rahi Hai. Wah Wah! Najanay Ye Jhooti Dunya Kahan Ja Rahi Hai. Khud Paad Maar K Kehte Hain, Ye Badbu Kahan Se Aarahi Hai. 🙂
-
Nahi Mitt Saktay Dilon Se Muhabbat
Nahi Mitt Saktay Dilon Se Muhabbat K Nishan…. Wizaarat-e-Sehat, Hukoomat-e-Pakistan.