Category: Sad Shayari
-
Har koi mujhe pane ki zid me
Har koi mujhe pane ki zid me hai,Par shayad vo mujhe azmane ki zid me hai,Jiski chahat hai mujhko itni shiddat se,Bas wohi mujhko RULANE ki zid me hai
-
har khushi hai logo ke daaman me,
har khushi hai logo ke daaman me, par ek hansi ke liye waqt nahi din raat daudti dunia me, zindagi ke liye hi waqt nahi. maa ki loree ka ehsaas to hai, par maa ko maa kehne ka waqt nahi. saare rishton ko to hum maar chuke, ab unhe dafnane ka bhi waqt nahi. saare…
-
Har khasti ka kinara nahi
Har khasti ka kinara nahi hota…Jise karte hai pyaar woh hamara nahi hota…Rota hoga sagar bhi kisike intezarr mai, warna sagar ka paani khara nahi hota
-
Har Kasti Ka Kinara Nhi Hota,Jise
Har Kasti Ka Kinara Nhi Hota,Jise Krte He Pyar Bas Wo Hamara Nhi Hota.Rota Hoga Sagar Bi KisiK Intezar me,Vrna Sagar Ka Pani Itna Khara Nhi Hota.. .
-
Har ek jazbaat ko zuba nahi milti,
Har ek jazbaat ko zuba nahi milti, Har ek aarzoo ko dua nahi milti, Muskaan banaye rakho to duniya saath hai, Warna aansuon ko bhi aankho me panaah nahi milti.
-
Har Dhadkan me ek raaz hota hai,
Har Dhadkan me ek raaz hota hai, Batane ka ek andaz hota hai, Jab tak thokar na lage Bewafai ki, Har kisi ko aapne pyar par naaz hota hai
-
HAR AAINE KI KISMAT ME TASVEER NAHI
HAR AAINE KI KISMAT ME TASVEER NAHI HOTI.HAR KISI KI EK JAISI TAQDEER NAHI HITI.OR BHI HAIN BADNASIB DUNIYA ME JINKE HATHO. ME MOHABBAT KI LAKIR NAHI HOTI
-
Hansne ki umeed thi to muskura
Hansne ki umeed thi to muskura uthe,Jindagi ki umeed thi to ji uthe,Kya pata tha duniya mein sabhi Naqab pehne ghumte hain,Hum to khilne se pehle hi murjha uthe.
-
Hansi hoton se gayi hansa sakta hai
Hansi hoton se gayi hansa sakta hai kon, Need ankhon se gayi sula sakta hai kon. Jab ag lagjati hai gharon mai to log pani se bhuja lete hain, Lekin dil ki lagi aag bhujha sakta hai kon.
-
Hamne aansu se pucha kyon mera
Hamne aansu se pucha kyon mera majak banate ho,Sabke samne hi chale aate ho.Aansu bole mehfil me bhi aapko tanha pate hai,Isliye sath nibhane chale aate hai.