Category: Sad Shayari
-
hamari wafa ka yahi silsila
hamari wafa ka yahi silsila hai.zakm har baar naya mila hai. kahne ko apne hai lekin tanha chalne ko rasta mila hai
-
Hamari awaz unhe sunai nahi deti,ab
Hamari awaz unhe sunai nahi deti,ab to door tak koi ummeed bhi dekhai nahi deti,parwah h unhe aur sab dosto ki,bus unhe hamari hi tanhai dikhai nahi deti.
-
Hamare jane k baad wadi-e-samandar
Hamare jane k baad wadi-e-samandar ki rait b tumse pucha karegi,kaha chala gaya wo dost jo tanhai me akar bas tumhara hi naam likha karta tha..
-
Halka sa khayal unaka nahi hota,dil
Halka sa khayal unaka nahi hota,dil sai dard juda nahi hota,,unki bhi khuch majaburi hogi,yuhi koi bewafa nahi hota.
-
haal dil ka tumahin kiya bataien
haal dil ka tumahin kiya bataien paas aao ge tu jaan jao ge,tarap di ki tumahin kiya bataien paas aao ge tu jaan jao ge.
-
‘Guzray Huay Taweel Zamanay
‘Guzray Huay Taweel Zamanay Kay…….Baad Bhi , Dil Main Raha Woh Chhor Kay Janay Kay……. Baad Bhi, Pehlu Main Reh Kay Dil Nay Dia Hai Bauhat Faraib, Rakha Hai Us Ko Yaad Bhulanay Kay…….Baad Bhi’
-
gum woh jo aansu la sakekhusi woh
gum woh jo aansu la sakekhusi woh jo gum bhula sakehume to chahiye bas apki ki itni si dostijo hamare marne pe apko rula sake
-
Gujra waqt dil ki dastan sunayga,
Gujra waqt dil ki dastan sunayga, Kabhi sath the hum har pal yad ayega Gaur se palatna Zindgi ke panno ko Kahi na kahi to hamara nam nazar ayega
-
zindgi veran si ban gayi hai.gamo
zindgi veran si ban gayi hai.gamo se apni pahchan ban gayi hai.tanha the pahle ab bhi tanha hai .har pyari cheej mout ka saman ban gayi hai.
-
Zindgi ne kiya bejan isliye chup
Zindgi ne kiya bejan isliye chup huDard hai subah sham isliye chup huKah du sabse dastan dil kiPar ayega tumhara naam isliye chup hu.