dard, love, romantic and hindi Shayari

  • MAIN TOD LETA AGAR WO GULAB

    MAIN TOD LETA AGAR WO GULAB HOTI,,MAIN JABAB BANTA AGAR WO SAWAL HOTI,,LOG KAHTE HAIN KI MANOJ NASHA NAHI KARTA,,PEE JATA AGAR WO SARAB HOTI.

  • Main to phoolon wali Razai Ley kar

    Main to phoolon wali Razai Ley kar Soo raha tha faraaZ..!…Na jany kon Kambhakt phoolon ko Paani dey gaya…:-(‘ Happy winter season….. 🙂

  • Main to madhosh hoon mujhe hosh ka

    Main to madhosh hoon mujhe hosh ka kia pata. main to khawab hoon mujhe need ka kia pata. main to mohabbat hoon mujhe nafrat ka kia pata. main to khushboo hoon mujhe gulab ka kia pata. main to manzil hoon mujhe raston ka kiya pata. main to uss ka hoon mujhe auron ka kia pata.

  • Main to ek kagezee phool tha… ser

    Main to ek kagezee phool tha… ser sham khoshboo say bhar geya main… kaha ho mujh ko khaber nahi…. mujh koun chow ker gozer geya…………Rose Mughal

  • Main titli ko sula dunga zara tum

    Main titli ko sula dunga zara tum shaam hone do main jugnu ko jaga dunga zara tum shaam hone do mujhe itni mahaarut hai k mein saadah se lafzon me tumhein dilkush bana dunga zara tum shaam hone do kahan hogi tumhari shaam tum ne mujhe se pocha hai jahan hogi bata dunga zara tum…

  • Main Teri Aankh Se Ojhal Ho Jao

    Main Teri Aankh Se Ojhal Ho Jao Ga,Dur Buaht Fizaoon Mein Kho Jao Ga,Meri Yaadon Se Lipat Kar Roye Ga Tu Buhat,Jab Main Tuj Se Udhar Le Kar Farar Ho Jaon Ga.

  • Main tere aane ka intejar karunga

    Main tere aane ka intejar karunga Tu jaha jaegi main tere sath rahunga Tu jab mughe yaad karegi main tare paas aaunga Ye dosti main marte dum tak nibhta rahunga Aur na nibha saka to main Teri hath kisi aur ke hath me dekar jaunga

  • Main Teray Milnay Ko Mojza Keh Raha

    Main Teray Milnay Ko Mojza Keh Raha Tha Lekin. Teray Bicharnay Ka Saaneha Bhi Kamaal Guzra.

  • Main Tassawar Bhi Judai ka Bhala

    Main Tassawar Bhi Judai ka Bhala Kaise Karon, Maine Qismat Ki Lakiroon se Churaya Hai Tujhe.

  • Main sun k uski sub batain,Faqat

    Main sun k uski sub batain,Faqat itna hi kehta tha,Khafa hona mana laina,Yeh sadiyon say riwayat hay,Gilay shikway karo mujh say,Tumhain janan ijazat hay,Magar ik baat meri bhi,Tum yaad rakh laina,Kabhi aisa bhi hota hay,Hawa’ain rukh

Got any book recommendations?