Tag: Shayari
-
Magroor rehne walo sadgi hum se
Magroor rehne walo sadgi hum se sikho. kush rehne walo udaasi hum se sikho. Larae karne walo mafi mangna hum se sikho.
-
Mae ghayal hu aesa na kahena, aese
Mae ghayal hu aesa na kahena, aese ghayal ko badnam na karana, ghayal ko itna gam nahi hota, ye baat tum ab kesi se na kahena.
-
Machharo ke katne se Mat hona
Machharo ke katne se Mat hona Pareshan..Wah…Wah…Machharo ke katne se Mat hona Pareshan..Anjane me hi sahi lekin aap kar rahe hai Raqt Daan.
-
machar ne ek aadmi ko din me kaata,
machar ne ek aadmi ko din me kaata, Aadmi bola : tum to raat me kaat-te ho na? machar bola : ghar ke halaat kharab hai, is liye over time kar raha hu.
-
machhar bola insaan se,mat maro
machhar bola insaan se,mat maro hame jaan se,jang chid jayegi dushmani badh jayegi, mana ke aap me junoon hai, hamari ragon me bhi to aapka hi khoon hai.
-
Machhar bola insan seMat maro hume
Machhar bola insan seMat maro hume jaan seJang chid jayegidushmani badh jayegiMana ki aap me junoon hHmari ragon me baapka hi khun h
-
Maayoos to hu magar hona nahi
Maayoos to hu magar hona nahi chahta,Kya karu main use bhoolana nahi chaahta,Jaanta hu wo bekhabar hai mujhse,Phir bhi uske khyaal ko dil se mitana nahi chaahta
-
maayus laute hain tere dar se,
maayus laute hain tere dar se, khuda thujhe maayusiyon se door rakhe, mili hai bewafai wafa ke badle, khuda tujhe bewafaon se door rakhe.
-
Maaza ata hai tumhe saatane
Maaza ata hai tumhe saatane me.Ruthe na koi,maza kya manane me.Ek tumhi se khushi hai zara si.Warna kya hai bedard zamane mein.
-
Maantay Hain Lahore Lahore Hai. Par
Maantay Hain Lahore Lahore Hai. Par Karachi Uska Shauhar Hai. Karachi Main Bhi Ek Lahore Hai. Jiska Naam ‘Gulistan-e-Jauhar’ Hai.